Posts

Showing posts from October, 2016

Be-Sabab Tark-E-Tal'luq Ka Bara Ranj

Image
Be-Sabab Tark-E-Tal'luq Ka Bara Ranj Hua Laakh Ranjish Sahi Ek Umer Ka Yaraana Tha...

Main Jo Mil Jata Hun Asaani Se

Image
Main Jo Mil Jata Hun Asaani Se Log Samjhte Hain Bekaar Hun Main...

Wo Roti Chura K Chor Ho Gaya

Image
Wo Roti Chura K Chor Ho Gaya Log Mulk Kha Gaye Qanoon Likhte Likhte...

Chupa Raha Hai Kisi Qurb Ko Kisi Gham Ko

Chupa Raha Hai Kisi Qurb Ko Kisi Gham Ko Jo Hans Raha Hai Musalsal Wo Shakhs Jhoota Hai... Blogger: @waqaswaqy

Yaqeen Na Aye To Ek Baar Pooch Kar

Image
Yaqeen Na Aye To Ek Baar Pooch Kar Dekho Jo Hans Raha Hai Wo Zakhmon Se Choor Nikle Ga...

Khizaan Ki Dhoop Se Shikwa Fazool Hai

Image
Khizaan Ki Dhoop Se Shikwa Fazool Hai Mohsin Main Yoon Bhi Phool Tha, Akhir Mujhe Bikharna Tha...

Hanso Aaj Itna K Is Shor Main

Image
Hanso Aaj Itna K Is Shor Main Sada Siskiyon Ki Sunai Na De...

Kisi Ko Ghar Mila Hisse Me Ya Koi Dukaan Ai

Image
Kisi Ko Ghar Mila Hisse Me Ya Koi Dukaan Ai Me Ghar Me Sub Se Chota Tha Mere Hisse Me Maa Ai... Blogger: Waqas Ali

Dard Chahe Kitna Ho Tabassum Ko Ana Hi Hota Hai

Dard Chahe Kitna Ho Tabassum Ko Ana Hi Hota Hai Dewana To Akhir 'Faisal' Dewana Hi Hota Hai Kin Kin Ghazlon Main Meri Tera Zikr Ata Hai Warna Har Ghazal Main Gunah-E-Shama-O-Parwaana Hi Hota Hai Chalo Aaj Mehfil Main Teri Wafa Ki Baten Karte Hain Yun To Har Mehfil Main Bewafaon Ka Afsana Hi Hota Hai Wo Ainy K Samny Aina-Saazi Ki Fikr Jaan-E-Jaan Jahan Toot'te Hain Aise Ainy Wo Sanam-Khana Hi Hota Hai Majnu Hai Koi Qais Hai Koi Murattab Kar Gaya Ishq Dewanaa To Akhir 'Faisal' Dewana Hi Hota Hai... Submitted By: Faisal Abro

Akhir Ghar K Charagh Bhi Bik Gaye

Akhir Ghar K Charagh Bhi Bik Gaye Mohally Ki Chandni Ko Paaty Paaty... Submitted By: Shah Ali

Ho Sake To Doston Main Kuch Tabassum

Image
Ho Sake To Doston Main Kuch Tabassum Bant Do Gham K Afsany To Har Kisi K Sath Hain...

Main Khaak Ban Jawan Galiyan Di

Image
Main Khaak Ban Jawan Galiyan Di Jay Yaar Udaway Pairaan Naal...

Unhe Jo Naaz Hai Khud Par Nahi Hai Bewaja

Unhe Jo Naaz Hai Khud Par, Nahi Hai Bewaja Mohsin K Jis Ko Hum Ne Chaha Ho, Wo Khud Ko Aam Kiun Samjhe... Submitted By: Malik Aamir Baig

Aj Badla Badla Hua Tumhara Andaz-E-Guftagu

Aj Badla Badla Hua Tumhara Andaz-E-Guftagu Laga Rafta Rafta Kisi Or K Hote Ja Rahe Ho Tum... Submitted By: Muzahir Abbas

Bohat Socha Bohat Jana Natija Ye Nikalta

Bohat Socha Bohat Jana Natija Ye Nikalta Hai Na Tum Mere Kabhi Bhi The Na Tum Mera Muqaddar Ho... Submitted By: Wahaj Ali

Chalo Guftagu Tamam Karte Hain

Chalo Guftagu Tamam Karte Hain Tere Sakoon Ka Ehtamam Karte Hain Zamany Bhar K Aib Hain Hum Main Tujh Ko Qazi Salaam Karte Hain... Submitted By: Kaleem Danish

Kya Kahun Zindagi Is Haal Main Guzri Apni

Image
Kya Kahun Zindagi Is Haal Main Guzri Apni Oont Ki Pusht Pe Bandhe Hue Bache Ki Tarha...

Zang Alood Tala Laga Ho Jese

Image
Zang Alood Tala Laga Ho Jese Dil Ab Yoon Khamosh Rehta Hai...

Bohat Kaanton Bhari Duniya Hai

Image
Bohat Kaanton Bhari Duniya Hai Lekin Galy Ka Haar Hoti Jaa Rahi Hai...

Tarap Dikhani Parti Hai

Image
Tarap Dikhani Parti Hai Tabhi To Zam Zam Milta Hai...

Wo Waqt Nahi De Pata

Image
Wo Waqt Nahi De Pata Muhabbat Kya Khak De Ga...

Hum Jese Masoomon Se Bhi

Image
Hum Jese Masoomon Se Bhi Kar Gaye Duniya Dari Log...

Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka

Afzal Hai Kul Jahan Se Gharana Hussain Ka Nabiyon Ka Tajdaar Hai Nana Hussain Ka Ek Pal Ki Thi Bas Hakoomat Yazeed Ki Sadiyaan Hussain Ki Hain Zamana Hussain Ka... Submitted By: Ahmed Sindhi

Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota

Kisi Sunsaan Sahil Pe Yoon Tanha Jab Bhi Hota Hun Teri Yaadon K Darya Me Ye Dil Doob Jata Hai... Submitted By: Aisha Ehsan

Meri Bachgana Adaton Ko Dekh Kar

Meri Bachgana Adaton Ko Dekh Kar Ek Shakhs Ne Chora Hai Mujhe Dilasa De Kar... Submitted By: Shiza Noor

Ankhon K Sahilon Pe Hai Ashkon Ka Ek Hajoom

Ankhon K Sahilon Pe Hai Ashkon Ka Ek Hajoom Shayad Gham-E-Hussain Ka Mosam Qareeb Hai... Submitted By: Zoha Fatima